Person died during salah | namaz ke dauran aadmi ki maut | Allah forgives whoever he thinks | Allah chahe use maaf kar deta hai | Person losses life during salah

  • 2 years ago
Allah (God) forgives whoever he thinks to do so. Whether your great sinner or normal person. It is upto Allah, if he like one of your karma, he may forgive you for life.
Consumption of Alcohol is prohibited in Islam. in this video it is picturized that one person came after consuming alcohol in mosque. Rest public except Imam (maulavi) stops him to enter in mosque. Imam (Maulavi) allows him to enter in mosque, make him perform vudhu (clenaing procedure of several part of body before Salah (Namaz or Prayer) and make him prayer (Salah or namaz). allah forgives him and takes his life during salah or prayer and send him to heaven. This message is given from video (may be video is created to give lesson to all), that Allah (God) is great and he may forgive any one whoever he thinks based on his/her little karma.
We follow YouTube guidelines and we don't violet.


Allah chahe use maaf kar deta hai chahe kitna hi bada gunahgar kyo na ho. Sab kuchh Allah par hai agar use aap ka koi ek chhota sa kaam bhi pasand aa jae to wo inshallah zaroor aap ko puri zindagi ke liye maaf kar dega.
Islam me sharab pina mana kiya gaya hai. is video me ye bataya gaya hai ki ek aadami sharab pikar masjid me dakhil hota hai. dusre use andar aane se rokna chah rahe the lekin Imam Sahab use andar aane dete hai, use voozoo karwate hai aur use namaz padhawate hai. Namaz ke waqt hi us shaksh ki rooh kabz ho jati hai. Ye video hame sikh deta hai ki Allah chahe use maaf kar deta hai aap ki ek chhoti si neki bhi use pasand aa jae to wo iska itna bada badla de deta hai ki aap ko jannat me bhi dakhil karde aur aap ki aakhirat sudhar jae.
Ham Youtube ki sabhi guidelines ka palan karte hai aur use todte nahi hai,

Recommended