Free Ufone 3G Internet on PC via USB tethering without Root

  • 9 years ago
Dear Friends

main apke liye laya hoon dhamakedar trick jiska tha herkisi ko intezar

Mehrbani kerke neche di gai instructions ko goor se perhain aur usy follow kerain aur Inshallah apke Phone ke free 3G ko easily share ker pain ge PC ke sath through USB tethering.


Phone instructions:

1. Sab se Pehly apke pass Ufone 3G enabled SIM honi Chahye with zero Balance aur wo default APN pe ho (APN: ufone.pinternet)

2. aap ke Pass Psiphon VPN handler installed hona Chahye , agar nhn hai to koi baat nhn nechediye gay link se download kerke install kerdain aur is settings ko follow kerain VPN handler ke Liye ( Remove port ko check mark kerain ---> Proxy type: Real Host select kerain.....>proxy server: ufone.com ----> Real Proxy Type: Http ya Socks kerdain ----> click save aur hogaya)

Psiphon Handler: http://adf.ly/1LLoVO


3. free Ufone 3g ko Psiphon Vpn handler se connect kerain ( connect honay pe apko oper notifiction bar p ek chabi ka icon dikhai de ga jo ke successful connectivity ki nishani hai


4. ab aap phone settings main jain scroll down kerain Developer options main jain aur USB debugging ko enable kerdain (Agar apke pass developer options nhn a raha, to ghabrain nhn, asil main developers options hidden hota hai usy show kerne ke liye apko settings--> about phone--->Build number (isko 5 se 10 martba lagatar click kerty jain aur apka developer options unhidden hojay ga)


5. uske baad nechy di gai link se dhamekedar application download kerain aur install kerdain apne android phone p. application ko open kerdain aur ek instruction menu popup hogay jise ap follow kerain ya skip kerdain apki marzi..

Paid version of Easy tethering: http://adf.ly/1LLgot


6. uske baad apko USB tethering ko check mark kerna hai aur apne phone ko working usb data cable ke saath PC se connect kerdaina hai ( yaad rahe usb tethering check mark kerne se pehly apka 3G Psiphone VPN se connect hona Lazmi hai)

PC Instruction:

1. Sab se pehly apne antivirus/internet security ko thori dair ke liye off ker dain ( it may interrupt the installation process)

2. diye gaye links se PC software download karain, aur unzip ke bad install kerdain

Easy Tether PC APP: http://adf.ly/1LLj3L

4.successful installation ke baad application time and notification baar me ajai gi aur ab aap apna wifi ya LAN internet ko off kerdain

5. Ab app phone ko PC se Connect kerain (pehli dafa phone ko connect kerne per apka PC zerori Drivers install kerega) ab ap time and notification bar per jain aur Easy tether app ke icon ko right click kerain aur Sub se se pehla option USB: Android (xxxxxxxx) ko select kerain ( ap jese hai USB: Android (xxxxxx) ko select kerain gi apke connected Phone pe ek option popup hogay joke USB debugging allow ka option ga just click , and check mark always allow from this computer aur Ok ko click kerdain.. aur apka internet connect ho jay ga....



Dua Main Yaad Rakhiye Ga .....

Recommended